Friday, February 19, 2010

Ab bacha hi kya hain......jeene ki yahi wajah hain

An hindi song written by me. hope you all will like it.

Ab bacha hi kya hain.....jeene ki yahi wajah hain

ab bacha hi kya hain
ab bacha hi kya hain
saath tha jo, chhuth gaya
raasta tha woh gum hua
yaad tha jo ruswa hua
haan ye kya hua
haan ye kya hua
kaash yeh pal kabhi na aata
hum bhi woh suhane pal abbhi jiya karlete
magar abb
bacha hi kya hain
haa bacha hi kya hain
Par shayad
phir savera hoga
tumhara saath dobara naseeb hoga
dosti jud jayegi
raasta mil jayega
aur jeeneki yahi wajah hain
haan yahi wajah hain

No comments:

Post a Comment