Wednesday, February 24, 2010

Saaz ya Sazaa

 
Tu mujhe  koee sazaa na de
aaj sirf jeene ka mazaa de
ye din mujhe hain bada pyara
kisike aankho ka main hoon
chamakta sitaara
raah take hain meri koee
ruswa na mujhe use karna
use jaroorat hain meri
tu mujhe baad mein fursat mein mil
maine abhi dekha hi kya hain
thoda kamjor hain mera dil
jaldi hain mujhe jaana
tu mujhe baad mein mil
khush reh O pyaare
mujhse keh raha hain
mera dil




 Here, the poem depicts the pursuit for happiness,for good luck of the protagonist. The protagonist meets with an ill luck and confidently accepts it but humorously ask it to leave him for that particular time and meet him when he's got plenty of time and nothing much important to lose.

No comments:

Post a Comment